masala samosa recipe street style! masala samosa baajar mein kaishe bnate hai| Deshi style tdka| Dr manju antil cooking tips

samosa khana kisko nahi pasand hai, naam sunte hi apke bhi muh mein paani aa gya hoga, or baarish ke mausoum mein to samosa khane ka swaad or bhi bad jaata hein, kuch log samosa ko bazzar se laana pasand krt hein, to kuch log isko ghar par hi bna kar khana pasand krte hein, barhaal chahe ap baher se laaker khaye yaah phir ghar par bna kar khaye, iske khaane se dil ko sukun hi milta hai, bharaat mein shaam ki chai ke sath log isko khana khaas pasand krte hein, office ki canteen ka menu jab tak samosa add na kiya jaaye tab tak pura nahi hota, bussiness class se lekar economy class tak sub isko khana pasand krte hein, ab baat aati hein kuch lo isko tammato cutney ke sath khate hein to kuch log mirch ki cutney ke sath, kuch imli ki khaati chuney ke sath, kuch choole ki sbji ke sath, to kuch log isko kadhi ke sath bhi khate hein, but aj hum apko samose ko chaat bna kar bhi khaya ja skta hai yeh dikhan wale hein. yakinan jab ap yeh street style chaat denkhenge to ap bhi isko aj hi bna kar khaye beena khud ko  nhi rok paayenge. 

Is samosa the same as samosa chart?

Simply put, samosa chaat is samosa cut into bite-sized pieces and served with masala, chutney and spices. Although it is street food, it can also be made at home. 

SEE IN THE VIDEO BELOW
Deshi Style Tadka

Post a Comment

Previous Post Next Post